• Transactions & Dealings >> Interest & Insurance

    Question ID: 32363Country: India

    Title: Beyaj( Interest) ka kanoon alag hai har mulk ke liye

    Question: Mai saudi arab me ek privet company me kam karta hon. mujhe loan ki zarorat hai. maine iss ke liye ek bank se contact kiya tha. maine 1000SR ke liye application diya , is per bank wale ne kaha ke loan to mile ga per iss ke liya kuch amount jo ki aap return karenge to saath me kuch sevice charge lagega . yani 3 sal ke bad hame inn ko 12000SR ada karna hoga. ye sara amount ek instalment me hoga. Kiya ye sab sariyat ke motabik hai . meharbani karke rah batain. khalid

    Answer ID: 32363

    Bismillah hir-Rahman nir-Rahim !

    (Fatwa: 1122/649/D=1432) It is not right to regard the extra amount of original amount in loan as service charge. It is interest as well. Hence, it is not right for you to take interest based loan from the said bank.

    Allah (Subhana Wa Ta'ala) knows Best

    Darul Ifta,

    Darul Uloom Deoband, India