• Miscellaneous >> Halal & Haram

    Question ID: 12961Country: India

    Title: aslkm, janab mujhe ek sahab ne kaha ki unko unke haakim yani boss namaaz ke waqt kaam de deten hain to wo namaaz nahin pad pate..aur wo kehne lage ki agar haakim mana karta hai naamaz ke liya to mafi hai.janab private naukri main aksar aise waqiyat samne ate rehte hain,QURAN AUR HADEES ki roshni main batayein.

    Question: aslkm, janab mujhe ek sahab ne kaha ki unko unke haakim yani boss namaaz ke waqt kaam de deten hain to wo namaaz nahin pad pate..aur wo kehne lage ki agar haakim mana karta hai naamaz ke liya to mafi hai.janab private naukri main aksar aise waqiyat samne ate rehte hain,QURAN AUR HADEES ki roshni main batayein.

    Answer ID: 12961

    Bismillah hir-Rahman nir-Rahim !

    (Fatwa: 924/866=B/1430)

     

    If the boss does so regularly or he mostly does not allow performing five time fardh salah, such a job is not lawful for a Muslim. One should get any other job and leave this one. An employment which prevents performing the obligatory acts is unlawful.

    Allah (Subhana Wa Ta'ala) knows Best

    Darul Ifta,

    Darul Uloom Deoband, India